Humare desh mein 70 % population is below 35 of age.
Aur main likh rahi hoon so called educated class ke baare mein jinhone badi mehnat se Engineering and MBA and Medicine ki...
Jayada tar log in logo mein se Facebook user hai...
Daily bahut saree likes karte hai ...daily bahut saare comments karte hai dusare ki updates par ya dusare ki life mein jhaaak jhaak kar like ya dislike kar rahe hai..
this is happening ever since Orkut is introduced to India...
Pichle do saal mein humare political circle mein kuch na kuch aisa hua hai ki ye facebook ki generation mobilze huii. Kaaran jo bhi rahe ..ab woh chahe Baba Ramdev jaise yogi ho ya Anna hazare jaise swyam, sevak....
Inke dharne aur railly mein bahut log aaye..ye log us railly se kya lekar gaye...Kabhi kabhi bahut soch ne par kuch smajh ni aata...
Ab jab political circle in non political leader ki ragging kar rha hai tab ye mass so rha hai..
ab jab actual mein inki zarrarat hai tab ye log waapis apni life mein busy hai...
Kya jo dharne aur morche kiye gaye the unki mange poori ho gyee hai...nahi huee hum aaj bhi un sab problem ko apne saamne hi paate hai...
To hum wha se kya lekar hai...???
Kya hum aaj peeche mud kar dekh rahe hai ki baba ram dev ya Anna hazaare ya un jaise logo ki saath aaj kya ho rha hai....ya fir unko jo mange thi woh gair zarrori thi...
unki mangein aaj koi matter nahi kartii.
NAHI woh problems aaj bhi jass ki tass wahi khadi hai... lekin hum soye hai... hum soye hai..
Hum itni gahri neend mein soye hai ki hamare liye in morchon aur in railly mein jana ek fashion statement hai...
Hum facebook par sirf "LIKE" ya "SHARE" hi kar sakte hai.. hum pad likh kar bhi ye nhi samajhte ki in like se ya share karne humari asal zindagi par iska koi fark nahi padne wala
Humara new channel jiska jo chahe chehra bna kar dikha dete hai aur hum sach maan lete hai...kyoki hum soye hai...
Humare mass mobilzation ke movement successful kyon nahi hote ..kyoki hum soyee hai..
Humari problem jaha ki taha kyon hai ...kyoki hum soye hai..
Maine jo likha hai usme kuch aaisa hai jo bahut debate mangta hai..My request to all is please do something which makes difference in our present and lasts in our future.
My request to all